Mohammed Rafi - O Duniya Ke RakhawaaleLyrics

Highlight a quote that may not be obvious and you would like to explain it or ask for an explanation.Click the highlighted quote to explain it or the highlighted to see other explanations.
bhagwaan bhagwaan bhagwaan bhagwaan o duniya ke rakhwaale sun dard bhare mere naale (2) o duniya ke rakhwaale sun dard bhare mere naale (2) aash niraash ke do rango se duniya toone banaayi naiya sang toofaan banaya milan ke saath judaayi ja dekh liya harjaayi ho loot gayi mere pyaar ki nagari ab to neer baha le ab to neer baha le ho ab to neer baha le o duniya ke rakhwaale sun dard bhare mere naale (2) aag bani saawan ki barkha phool bane angaare naagan ban gayi raat suhaani patthar ban gaye taare sab toot chuke hain sahaare ho jeevan apna waapas le le jeevan dene waale o duniya ke rakhwaale chand ko dhoondhe paagal sooraj shaam ko dhoondhe savera main bhi dhoondhoon uss preetam ko ho na sakaa jo mera bhagwaan bhala ho tera ho kismat footi aas na tooti paanv mein pad gaye chhaale o duniya ke rakhwaale aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa mahal udaas aur galiyaa suni chup chup hain deewaare dil kya ujada duniya ujadi, ruth gayi hain bahaare hum jeevan kaise gujaare ho mandir girtaa fir ban jata dil ko kaun sambhaale o duniya ke rakhwaale sun dard bhare mere naale (2) o duniya ke rakhwaale, rakhwaale, rakhwaale, rakhwaale, rakhwaale -ContriButed By Adnan.I.M
Listen

You May Also Like

What do you think about this song?
No Comments. Be the first!

Choose a playlist cover.

    Mohammed Rafi - O Duniya Ke Rakhawaale listen